Searching...
 Click-Start-Chatting

2 Lines Poetry Sad | 2 Lines Poetry Mix Sms

05:02

WO Bewafa Nahi Magar Itna Zaror Hai “JANA”
Pehle Wo Jis Tarah ka Tha Wesa Nahi

——————————————-
Theek Likha Tha Mere Haath Ki Lakeeron mein “JANA”
Tu Agar Pyar Kere Ga To Bikher Jaye Ga


——————————————–
Hum Ko Maloom Tha Anjaam-E-Mohabbat “JANA”
Humne Akhri Harf Se Phele Hi Qalam Tor Diya

——————————————-
Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, “JANA”
Aapko bhulanay main shayad hamain zamana lagay

——————————————-
Main Ek Aansuu Hi Sahi, Hoon Bohat Anmol Magar “JANA”
Yun Na Palko’n Se Gira Ker Mujhe Mitti Main Mila

——————————————
Dubney Ko Samander mein jayen Kahan, “JANA”
Unki Palkon sey tapka wo pani kaafi hai.

—————————————–
Usne Bari Nazakat Se Mere Hontoon Ko Chuma “JANA”
K Roza Bhi Na Toota Or Aftari Bhi Hogaye


—————————————-
Wo Parinda Jisy Apni Parwaaz Sy Fursat Na Thi “JANA”
Aaj Tanha Howa To Meri Hi Deewar Pay Aa Baitha


—————————————
Kitni nafrat hy usay teri Tasveer se “JANA”
K Apna hath he jala dala teri tasveer jalany k bad


—————————————-
Sirf Chehre Ki Udasi Se Bhar Aye Ansoo “JANA”,
Dil Ka Alam Tu Abhi Ap Ne Dekha Hi Nahi!!!!


—————————————-
Mujhe Kehta Hai Jhooti Hain Teri Beykar Se Baatein “JANA”,
Magar Lagta Hai Wo Meri Unhi Baaton Pe Marta Hai….

—————————————-
Kahin Tanha Na Kar De Tujhe Munfrid Rehne Ka Shoq “JANA”,
Jub Din Dhale Tu Kisi Se Haal-e-Dil Keh Dia Kar.


—————————————
MaIn Is LiYe MisMaR KhUd Ko KeR RaHa HuN “JANA”
K TeRe HaAtH Se TameEr HoNa ChaHtA HuN….

————————————-
Rooth jane ki ada hum ko bhi Aati hai “JANA”
Kaash hota koi hum ko bhi manane wala..!


———————————–
Mudatoon baad mila to naam pooch liya “JANA”
bicharte waqt jis ne kaha tha k tum bohat yaad aaoge

———————————–
Piyaas aisi ke pee jaon samunder saaray…
Naseeb aisa ke Muyassar zeher bhi nahi…

———————————-
Wafaain koi humse seekhay “JANA”
“Jisse” toot ke chaha “Usse” khabar bhi nahi..!!


——————————–
ungliya aj b isi soch me gum ha “JANA”
us ne kese naye hath ko thama hoga!!!!!!!

———————————-
Bicherte Waqt Kyun Na Perh Saka Nighaon Ki Zuban “JANA”
Usey To Iss Fun Per Pura Uboor Tha

——————————–
Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain “JANA”
Jo Unhe Doond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete Hain

———————————
Tere Labhoon Pe Har Gari Naam Rahta Hai Mera “JANA”
Bata Hontoon Ko Tere Ab Silaya Hai Kis Nee

——————————-
Woh Shaks Bhala Mera Kia Saath Nibhaye Ga “JANA”
Mosam Ki Tarah Jis ne Seekha Hai Badal Jana

——————————-
Aaj Hai Apnii Bulandii Par Tujhe Kitna Naaz “JANA”
Isii Zameen Se Yaad Rakh, Hai Aasmaan Nikla…

———————————
Khula Jo Nama-E-Amal Hasher Me Mara “JANA”
Bus Ek Jurm-E-Muhabbat Mere Hisab Main Tha!


————————————-
Kon Pareshaan HoTa Hai Tere GhuM Se “JANA”!!
Woh Apni Hee Kisi BaaT Pe Roya HoGa.~!!

————————————–

Thik likha tha mery hath ki lakeron matn “JANA”
tu agar piyar kary ga to bikhar jaey ga……..

—————————————-

Jaane Kyun Chorh gaya Mujhko wo Kum Feham “JANA”
Mai To Mukhlis Thaa Kisi Maaa ki Duaaon ki tarah

__________________

Yeh masoomiat ka kon sa aandaz hy “JANA”
Per kaat k kehnay lagey ab tum Azaad ho

Manzil kareeb dekh kar youn mutmaeen na ho “JANA”
Aksar kashtiyaan doobti hyn manzil k ass pass

==================== ==================

Mili saza jo mujhe wo kisi khata pe na thi “JANA”
Mujh pe jurm jo sabit howa wo wafa ka tha

==================== ==================

Agar manzil juda hai to jane do mujhko “JANA”
Lout k kab aaoge pochte q ho

==================== ==================

Kaya koi subah nahi apnay muqaddar mein “JANA”
Raat dhalti hay to phir raat nikal aati hy

==================== ==================

Hum itnay bhi gaye guzrey nahi jaan-e-“JANA”
K tumhen saari khudai k baad yaad aayen

==================== ==================

Teray lehjay mein thakan shamil hy “JANA”
Lagta hy judai ki gharri aa gai hy

==================== ==================

Tera bachpan hi rehta to acha tha “JANA”
Hazaron hasraten barbaad ki hain tu ne jawan ho kar

==================== ===================

Main bus ik bar lajawab howa “JANA”
Kisi apny ne kaha jab kaun ho tum?

==================== ==================

Tumhari dunia me hm jese hazaaron hen “JANA”
Hum hi pagal the jo tumhay paa k itraanay lagay
==================== ==================

Mere shikwon per us ne hans k kaha “JANA”
Kis ne ki hi wafa jo ham karte

==================== ==================

Tu un gallion mein q jata hy “JANA”
Jahan teray apnay hi teray liye khanjar liye baithay hain

==================== ==================== ==

Bara naaz tha un ko apne parde pe “JANA”
Kal raat woh khawab me sar-e-aam chale aaye

==================== ==================== ==

Rooth jane ki ada hum ko bhi atti hy “JANA”
Kash hota koi hum ko b manane wala

==================== ==================== ==

Chal ab meri sans hi zamant rakh ly to “JANA”
Shaid es tarah ban jaon mein teray aitbaar k qabel

==================== ==================== =

Hum loug tere shehar me khsushbu ki tarha hyn “JANA”
Mehsus to hote hyn dikhai nahi dete

==================== ==================== =

Rooy ga is qadar wo meri lash se lypat kar “JANA”
Agar is baat ka pata hota to kab k mar gaey hote

==================== ==================== =

Ab neend se kaho hum se sulah kar lay “JANA”
Wo door chala gaya hy jis k liye hum jaaga karte thay

==================== ==================== =

Ap hi apni adaon pe zara ghour karain “JANA”
Hm agar arz karain ge to shikayat ho gi

==================== ==================== =

Torr de tasbeeh ko iss khayyal se “JANA”
Kya gin gin lain uska jo be hisaab deta hy

==================== ==================== =

Usay tarash k heera bana dia hum ne “JANA”
Magar ab yeh sochtey hyn husse hum khariden kaisey

==================== ==================== =

Wo parinda jisy apni parwaaz sy fursat na thi “JANA”
Aaj tanha howa to meri hi deewar pay aa baitha

==================== ==================== =

Kis ki kya majal thi jo koi humko kharid sakta “JANA”
Hum to khud hi bik gae kharidar dekh kar

==================== ==================== =

Aik dewana yeh kehtay huye hansta jaata “JANA”
Kaash manzil se bhi agay koi rasta jaata

==================== ==================== =

Be-naam zindgai ki haqeeqat na puchiye “JANA”
Kuch pur khuloos log thay barbaad kar gaey
==================== ==================== =
Muhabbat kar saktay ho to rab se karo “JANA”
Mitti k khilno se kabi wafa nahi milti 
———————————-
VOH Jiss Kay Pass Rehta Tha Dosto’on Ka Hajoom
Suna Hai “JANA” Kal Raat Ehsas-E-TANHAI Say MARR Gaiya…
__________________
Wafa ki laaj mein uss ko mana laitay to acha tha “JANA”
Ana ki jung mein akser judai jeet jati hai…..!!
__________________
her roz dil udaas hota hai or shaam guzar jaati hai “JANA”..
ek roz sham udas hoga or hum guzar jaaynge..! 
——————————
Shiddate dard se sharminda nahi meri wafa “JANA”
dost gehre hain to phir zakhm bhi gehre honge 

—————————-
SaDa RoPoSh RaHtay HaiN WoH PAThAr “JANA”…..!!!!
EmaRat JiN Kay KaNdhOon Pay Khari Ho….

———————————–
Khud ko chuntay huway din saara guzar jaata hai “JANA”
Phir hawa shaam ki chalti hai tu bikhar jaate hein..!!

———————————–
Woh Kehta Tha Main Tere Jisam Ka Saaya Hoon “JANA”
Issi Liye Shayad Andairey Mein Saath Chhor Geya

——————————–
Mujh se kehti hai teray saath rahongi “JANA”
bohat piyar karti hai mujh se udaasi meri

————————————–
uss ki gumsum saadgi pe mat jao “JANA”
woh sumandar hai tow phir gehra bhi hoga

—————————————-
Tum iss shehar k khaloos se waqif nahi “JANA”
yeh tow mohsin ko bhi sar e aam saza detay hein

—————————————
*Faraz Tere Junoo ka khayal hai warna
Ye kyaa Zarur woh soorat sabhi ko achchi lage

————————————
*Widaaye yaar ka Manzar “JANA” Yaad nahi
Bas ek doobta sooraj meri nigaah me hai

—————————————-
*Zindigi me bohot kamm mili hai “JANA”
wo cheez Jise shiddat se chahaa mainey 

——————————–
*Hum mohabbat mein bhi tauheed ke qayal hain “JANA”
Aik hee shakhs ko mehbob banaye rakhna 

———————————–
*Khud apane aap ko parakhaa to ye nadaamat hai
ke ab kabhii use ilzaam-e-bevafaai na duuN

———————-
“JANA” Kis nay Merey Muqaddar main likh Diyee
Bus Aik Darya Ki D0sti main Suraab Saray……!!

—————————-
Zanjeer Teri yaad hai zindaaN tera KHyal..
kesey RIHAA karega Tuu Apney Aseer KO??

—————————
Yun hi issay log muhabbat samjh bathaiy hain “JANA”
Woh shaks mujhe jaan se pyarra hai or bus…… 
……………….. ……………….. ……………
Neend se kaho ham se dosti kar le “JANA”
Woh dor chala gaya jab kisi k kiye jaga karte the
……………….. ……………….. …………..
Surat ko dekh kar to dhoka khaya hai “JANA”
Seerat ko dekhte to aaj khawaar na hotaiy
……………….. ……………….. …………..
Zabt-e-gham is qadar aasaan nahi “JANA”
Aag hotaiy hain woh aansoo jo piye jataiy hain

—————————–
Hum To AAghaz-e-Mohabbat mein Hi Lutt Chukke “JANA”
Log Kehte Hain Ajnaam Bohat Bura Hota hai

—————————————–
Hoa hay tujhe say bicharnay k baad ye maloom
K tu nahin tha teray saath ek dunya thi

———————–
Meri Khushi kai Lamhai Mukhtasir iss Qadar hain “JANA”
Guzar Jatay hain merai muskaranay sai pehlai…

————————
Zindagi yu to mukammal thi apni “JANA”
na jaanay kyon tujh ko dekha to kisi shay ki kami payee

———————-
Pehle pehal ka ishq abhi yaad hai “JANA”
Dil khud ye chaahta tha ke, rusvaaiyan bhi hon



——————-
Jab chale they to hum tanha thay “JANA”
Phir tum mile,ghum mile, kaafla sa ban gaya…!!

———————
Dafnane se paihle mere Dil Ko nikaal lena “JANA”
Kahin khaak main na mill jaye mere dil main rehnay wala…!!


—————–

Woh meri Qabar pe aaya or khul k ro na saka. “JANA”
Kitna khayal tha ussy mere sukoon ka.!!


————————–
Meri Aankhein Bhi Ek Din Muj Se Yeh Keh Dein Gi “JANA”…. 
Khawab Na Uss K Dekha Kro Ham Se Ab Roya Nahi Jata…



———————–
JiS pE LikHa tHa Ki tU MeRe MuQaddaR MeiN NaHi .. 
apNe HaaTh Ki wOh LakeeR MiTa Di MeiNe .. !!


——————————
Bohat Zulm dhaai us ne Logon Pr “JANA”……
Us ka anjaam daikhna acha lagay ga……



————————
sochta hoo k kabi tery dil mai uter kar daikh loo JANA…………
kon basa hai tery dil mai jo mughey basnay nai daita



———————-
Jab Se Wo Lauta Hai Khuwabon Ke Shehar Se JANA , ,
Mujh Se Uss Shakhs Ki Aankhen Nahi Dekhi Jati . 



—————–
Mushkil Waqt Main Kon Kisi Ka Sahara Banta Hai “JANA”
Sookhay Patton Ko Tou Darakht Bhi Gira Detay Hain . . . /

————————————–

Mujhe Us Matti Se Khuda Ne Banaya Hai JANA, ,
Azal Ke Din Se Jo Reh Gayi Thi Wafa Ke Liye . . . /


———————————

Judai Par Hee Qayim Hai Nizaam-E-Zindagani
Sahil Se Bichar Jaata Hai Galay Mil Mil Kar Paani Bhi..


————————————-
Aankhen Khuli Tou Jaag Uthi Hasraten “JANA”..
Us Ko Bhi Kho Diya Jisay Paya Tha Khuwab Main..!!


—————————-
mughey tum rooh mein basa laitay tu acha tha JANA…..
dil.o. jan k rishte to aksar toot jaya kartay hai

—————-
MojY kiSi sY Bhalai ki Ab koi Tawaqo Nahi JANA..
Main Adatan Sab Sy Keh raHa hoN mujhE DuaoN Mein Yaad rakhNa 
———————————-
Hm nE Sookhi hui ShakoN pe Lahu Chhirka tha ..
phool Agr Ab b Na khilTe To KayamaT Hoti

————————–

~**~ Wo bhi kiya ajeeb shaks tha JANA k jis ki zaat par~**~
~**~ jab aaitbar barrh gia to ikhtyar ghatt gia ~**~ 
———————————-
~**~ Teri bewafion par mar jany ko ji chahy JANA~**~
~**~ Tuj main wafa hoti too kiaa hoota ~**~


————————-
~**~ Boht ajeeb hain yah bandshain mohbat ki JANA~**~
~**~ Nah us nay kaid main rakha nah hm Farar howy~**~ 
———————————-
teray in ansoon ko kaun dekhay ga JANA
aaj kal tou mausam bhee barishoon ka hai


——————
Ghar say niklay thay ke dunya ne pukara tha JANA
Abb fursat miley dunya se tou ghar jain kahein

————————
koi muntazir hy uska kitni shiddat se JANA…..
wo janta hy magar anjan bana rehta hy!!!

—————-
USKAY SHEHAR MAIN KI GUFTOGO HAWION SAY ‘J@N@’ 
YEAH SOCH KAR KAY HAWION MAIN SANSAIN THI USKI
———————
hazaroo tukray kiye us ne mere dil k [ J@N@] 
kudhi ro para har tukray pe apna naam dekh kar

—————
~**~Wo bzahir to mila tha ik lamhay ko JANA~**~
~**~umar saree chayee usko bhulany k liay~**~


———————-
uskE pyaaR ka NashA itnA thA JANA..
Ko logoN Ny MerA NaaM SharaBi RakH diyA


————————
Magroor Hai Hum Kehti Hai To Kehti Rahe Duniya
Hum Mud Ke Kisi Shaks Ko Dekha Nahi Karte
——————
Qurbaani hay Pyar ka Asli Matlab JANA
Choor Diya Saath Mera Bas Itna Keh Kar


——————-
Wo kiss tara mila tha, juda kaise ho gaya JANA
Socha tha, yeh sawal na socha karain ge hum



—————————
Suna Hai Zindagi Imtehan Leti Hai JANA
Par Yahan To Imtehano Ne Zindagi Leli


——————-
Shayed khushiyon ka mosam bi aa jaye JANA 
Gham bi to mil gaye thy tamanna kiye begair.

———————–
Tum ko ehsas-e-nadamat ho to bas itna karna.
Phir is tarah se na kisi aur ko ruswa karna.
———————–
Aa Abre Mohabat To Kahein Aur Ja K Brasna
Main Rait Ka Sehra Houn Meri Piyas Bohat Hai

Ik nafrat he nahi duniya mein dard ka sabab JANA,,
Mohabbat b sakoon walon ko bari takleef daiti hai..

———————
Wo apnay faiday ki khatir phir aa milay thay hum se JANA,,
Hum nadan samjay k hamari duaon mein asar hai..


—————————-
Dil tab se udass hai jab se khabar hoi hai JANA,,
Miltay hain wo khaloos se her ajnabi k sath..


———————-
Wo ik shab jala tu usay shamma keh diya,,
Hum barson se jal rahain hain FARAZ, koi tu khitaab du..??



—————————–
Bhala hathon ki lakeerain b Mit-ti hain FARAZ,,,
Kitna pagal hai mera naam mitaanay wala…


—————————

Mehwar-e-Sooch dono ka aik hi hai
Mujhe “Uss” se or ussay “Khud” se Fursar nahi milti



——————————————-
Hum Se Bichar K Us Ka Takbbur Bikhar ‘Jana’
Har Ek Se Mil Raha Hy Barii Aajzii K Saath


——————————–

Waqt-e-Qudrat Le Aaya Hy Aaj Humain Us Jaga Pe ‘Jana’
Chal Diye Usi Mitti Main Jis Ki Hum Amanat Thay ….


———————————-
Bin Maange Hi Mil Jati Hyn Taabeerai’n Kisi Ko ‘Jana’
Koi Khaali Haath Reh Jata Hy Hazaro’n Duao’n K Baad


————————————
Dil K Rishto’n Ki Nazakat wo Kia Janey ‘Jana’
Naram Lafzo’n Se Bhi Lag Jati Hyn Chotai’n Aksar



—————————-

Us Ne Mujhe Chhor Dia To Kia Hua Jana…
Meine B To Chora Tha Sara Zamana Us K Liye… |’!’|

—————-

‘Taash Ke Paton ki Manind hai Zindage Meri.. ~.Jana .~
‘Jis Kisi ne bhi Khela Taqseem Kar Diya Mujhey..!!


———————————–
Haseen Yadoon K Kuch MauSaM Ussey Arsaal Krney Hein Jana!
SuNa Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti.~!
——————–
Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai “Jana”
Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya…!!

———————
Very Last Ghazal Of Ahmed Faraz

Gham-E-Hayaat Ka Jhagra Mita Raha Hai Koi
Chale Aoo Duniya Se Ja Raha Hai Koi

Azal Se Keh Do Ruk Jayee Do Ghari
Suna Hai Aane Ka Wada Nibha Raha Hai Koi

Wo Is Naaz Se Bethe Hain Laash K Pass
Jese Ruthay Hoe Ko Mana Raha Hai Koi

Palat Kar Na Aa Jaey Phir Saans nabzoon
Itnay Haseen Hathon Se Mayyat Saja Raha Hai Koi 

0 comments:

Post a Comment